Pages

Saturday, May 26, 2012

Found poetry.

Found this poem in my last year books. Today, this poetry makes so much sense. 


To be honest, I don't remember if this is written by me, or no... but it felt like a REAL treasure when I found it right now. 



koshish thi ki khud se jeetun,
par main khud se haar gayi.
kya isse kahu main haar gayi,
jab uss pyaar se haar gayi.
kahin agar main usse ek manzil,
toh uss manzil se haar gayi.
par himmat na haari maine,
aur har mushkil ko paar kiya,
woh shayad ek seedi tha,
manzil ka jisko darja diya,
kathinaayian ki har seedi chadkar,
aaj main baazi maar gayi. 



1 comment:

Jack said...

Ritika,

MUQARAR MUQARAR. This shows that once determined, one can reach aimed MANZIL no matter how many obstacles are on the way.

Take care